Hazrath Mohammed Mustafa (sallallah alyahe wasallam) Ney Farmaya Key
1. Namaz ankho ki thandak hai
2. Dahine Hath me amaalnama milega.
3. Rizq ki tangi ko door karti hai (rizq - roti, kapda, makaan, sawaari, ahaliya)
4. Pulsaraat pe bijli ki tarah paar hojata hai.
5. Qabar ke azaab se hifaazat karti hai.
6. Bina hisaab kitaab jannat me daakhil karwati hai.
7. ALLAH ki raza ka sabab hai.
8. Shaitan ka muh kaala karta hai.
9. Namaz momin ka noor hai.
10. Jaisa Sir ka darja jism me hai waisa namaaz ka darja deen me hai.
11. Namaz Jihaad se Afzal hai.
12. Jannat ki kunji (key) hai.
13. ALLAH se mangne ka Zariya hai.
Nabi (sallallah alaye wasallam) ne farmaya.
1. Jo shaks har waqt wazoo main rahega, ALLAH uski rozi kushada farmaye ga.
2. Us shaks ki hajat jald puri hoti hai jo apni hajat kisi aur ko na bataye.
3. Jis ne apni namazo ki fikar chhordi ALLAH ne uski fikar chhordi.
4. ALLAH us shaks ko abad karta hai jo HADIS-E-NABWI sun ke dosron ko pahuchayega agar app abad hona chahate hai
No comments:
Post a Comment