DOST AUR BHAI ME KYA FARAK HAI ?

KISI NEY HAZRAT ALI (RAZI ALLAH TALA ANHU) SE PUCHA, DOST AUR BHAI ME KYA FARAK HAI ?
APP NE FARMAYA BHAI SONA HAI, AUR DOST HIRA HAI; IS ADMI NE KAHA, APP NE BHAI KO KAM KIMAT AUR DOST KO KIMTI CHIZ SE KYAUN TASBHI KI? , TO APP NE FARMAYA SONE ME AGAR DARAR (BREAK) AA JAYE TO IS KO PIGHLA KAR BILKUL PEHLE JAISA BANAYA JA SAKTA HAI, JAB KE HIIRRE ME AGAR EK DARAR AA JAYE TO WOH KABHI-BHI PEHLE JASIA NAHI BAN SAKTA.

No comments: