Chiragh-e-Bazm-e-Irfaan Hazrath Khwaja Mo ‘eenuddin R.A

Transliteration
Faroogh -e- shama ‘-e-eeman, Hazrath Khwaja Mo ‘eenuddin;
Chiragh -e- bazm-e- ‘irfaan, Hazrath Khwaja Mo ‘eenuddin;
      A ‘anat auliyai’ deen ko deedari mein tum se ho’
      Tum hi ho peer -e- peeran, Hazrath Khwaja Mo ‘eenuddin,
Tum hi ho Qutb -e-deen, Ganj -e- Shakar, sultaan Mashai’q ke;
Naseer deen -e-yazdaan, Hazrath Khwaja Mo ‘eenuddin,
      Tum hi se Khwajgaan -e- Chist, Saare faiz paate hein;
      Tum hi bahr -e- ahsaan, Hazrath Khwaja Mo ‘eenuddin,
Tumahare Rozai’ jannat nishaan ke jo ke darbaan hein;
Rakehe hein hukm -e- ruzwaabm Hazrath Khwaja Mo ‘eenuddin;
      Gadai’ der tumhara jo ke hai, who shah -e – ‘Alam hai;
      Tum is ke ho nighebaan, Hazrath Khwaja Mo ‘eenuddin,
Tumhare der per aaya Aftab, is ki jo mushkil hai;
Karo jaldi se aasaan, Hazrath Khwaja Mo ‘eenuddin,
Translation
The Light of the Pious Saints
Hazrath Khwaja Mo ‘eenuddin
Hazrath Khwaja Mo ‘eenuddin, you are the effulgence of Faith;
Hazrath Khwaja Mo ‘eenuddin, you are the light of the pious saints,
You are the Helper of the Faith to the Auliyas, “Saintly Persons”;
Hazrath Khwaja Mo ‘eenuddin, you are the spiritual of spirituals.
You are the Centre of Faith, Munificent, King of spiritual saints,
Hazrath Khwaja Mo ‘eenuddin, your are the Helper of Divine light;
All the Khwajagaan Chisht are benefitted by you only.
Hazrath Khwaja Mo ‘eenuddin, you are an ocean of kindness,
Whosoever is the Khadim of your Heavenly Tomb;
He is like the gatekeeper of paradise, Hazrath Khwaja Mo ‘eenuddin;
Whosoever is the beggar of your door, he is the king of the world;
And you are the guardian of him, Hazrath Khwaja Mo ‘eenuddin,
Aftaab has came at you door, with the problems;
Please solve them amicably, Hazrath Khwaja Mo ‘eenuddin.

No comments: